Sad Shayari in Hindi Two-Line – Latest Top 20+
Two-line Sad Shayari in Hindi
Apne dil ke zakhm ko kaise dikhaye, ye to bas bayan ho sakte hain in do lafzon ki two-line wali shayariyon ke jariye. Maine pesh kiye hain kuch sad shayari, sirf do line mein, Hindi mein, taaki aap Facebook ya WhatsApp status par apni feelings express kar sakein.
“Zammane ke choot se jyada dard us yaar ne rooth kar de diya,
Jiski nigaho me baste te dard meri duriyo ke”.
“Naa tum mere huye, Naa mujhe mera rehne diye”.
“Kuch zakham humne bhi khaye hain,
lafzo me ye jehar yu he to nahi aaya hai”.
Aaj usko bhulane ki kosis kar raha hoon,
Jisko paane ke liye mannat maangi thi kabhi.
Ab na kholo mere dil ke udaas darwaaze,
Hawa ke shor meri uljhane bada dete hain.
Latest Heart Touching Sad Shayari in Hindi
Shayari to share your heartbroken feelings to someone you love so much but have broken your heart and left you alone in your life. Shayari works as a medicine for Lovers to express their pain and give their heart a little relief.
“Chalo ab jaane bhi do, kya karoge dastan sun kar, khamoshi tum samajh na sakoge, aur bayan humse hoga nahi”.
“Tumhe kitni mohabbat hai, maloom nahi, par mujhe log aaj bhi teri kasame de kar mana lete hain”.
“Tumhare pas to tu hai kamasaakam, Mere pass to main bhi na raha”.
“Khud ke banaye aashiyane jab, tutte hai, to sapne bhi, bikhar jate hai”.
Heart Touching Love Sad Shayaries
Some love shayaries are so heart-touching and express feelings you want to share with words but can’t. I hope you love these sad, heart-touching shayaries.
Samne se jo war karte to, humare jeet jaane ka dar tha unhe. Isliye chupke se ghayal kar gaye, zakhm andaruni de kar.
“Kuch ghunghat, Kuch muthote, Koi nakab me hai. Sach kahoon to yahan kaanta har gulab me hain.
“Wo khubsurati, wo aada, jo teri kho gayi. Khambhakh khata kuch humse bhi ho gayi.
Main jaanta tha ke yeh gham mujhe kha jayega,
magar kuch zehr aadmi shauq se peeta hai.
“Dil ka dard shayari mein bayan karna bhi ishq karne ka sa hai.
“Kehte hain, sab kuch to hai, Kehte hain, sab kuch to hai. Phir tum khush kyu nahi, Kya yeh kasoor bus iss dil ka hi hai.
“Bolo jo tum, to bikhar jau, chaho jo tum, to sawar lu. Magar yun tutna judna, takleef bahut de raha.
“Bikharte hain rishte, viswas jo toot jata hai, Jhodna lakh chaho, magar ye dhagha, toot jata hai. Kabhi jo aaina dekho, to khud hi samajh jaoge, Zara se thaase lagte hi, sheesha toot jata hai.
“Poocho jo is dil se to tu aaj bhi mera hai, Ha ye baat alag hai, kismat khafa ho gayi.
“Sukoon milta hai dil ko tere khayal se bhi, fir kaise keh du, bewajah sa hai ishq mera.
Latest Hindi Sad Shayari
Jab apne pyaar ko pa sako to bahut takleef mehsoos hoti hai, jab pyaar ke dukh ka koi ilaj bhi nahi hai. Maine kuch latest Hindi sad shayari two lines ka behtareen collection share kiya hai.
“Jo jhoot kahun to, lafzon ka dum ghutta hai, Jo sach kahoon to kahafa log hote hain”.
“Rone se sawarte jo halat, Aashiqon se koi khush naseeb na hota”.
“Kuch tabiyat ae kismat he aise mili hume, Chain se jeene ki soorat na huyi, Jisko chaha use apna na sake, Jo mila us se mohabbat na hui”.
“Baat ye alag hai ki dikhti nahi, Magar shamil to jarur hai, Khudkhushi karne walo ke bhi, to katil hazar hote hain”.
Main jaanta tha ki barbaad ho raha hoon main,
magar tere gham ka nasha bhi kya ajeeb tha.
Tere gham se nikalna mumkin tha shayad,
magar aadmi har azaadi ka talabgaar nahi hota.
Meri ana bhi ajeeb thi, tujhe maanga nahi kabhi,
magar tere gham se alag hona bhi gawara na hua.
Main chahta to naya dard dhoond leta,
magar tera gham meri aadat ka aakhiri naam tha.
Aakhiri saans tak tere gham mein rehna chahta hoon,
yeh maut nahi, meri pasand ka visaal hai.
You can find more shayari on love, pain, and expressing your feelings for your broken heart. Tell us which one you like the most and want to share on your social media.
